Saturday, July 19, 2014



Agar askh kabhi lafz ban jaate,

Toh gam na hota unke behene ka

Agar khamoshi kabhi daasta ban jati

Toh gam na hota sanate ka.

Aasaman mein udte azad panchi ko

Khabar nhi apne mazil ki

Agar duniya hi aashiyana hoti

Toh gam na hota akelepan ka

1 comment:

Anonymous said...

Bahut khub likha hai aapne